Tu Kabhi


tu kabhi humhe samjh nahi paya
mere anko k asqo ko ponch nahi paya
hum tujhe kabhi baigana ker nahi sakte
tu kabhi hamien apna he nahi paya

tu kabhi humne samjh nahi paya
mere dosti ko smajh nahi paya
humne to tujhe apni jindagi bna liya
tune to hume hamri jindagi se mila nahi paya

tu kabhi hume samjh nahi paya
tere hansi ko kudh se alag ker nahi paya
hamne to tere hansi k liye loota di apni duniya
tu kabhi roti mere ankho ko hansa nahi paya

Post a Comment