Rato Ko


rato ko alag si kasish me jiya me
unki yaddo ki hasin tadap me jiya me
jiya me akela , tanha hone k baad
asqo ko dil me lai k jiya me

rato ko alag si kashish me jiya me
raho me akela chal k jiya me
hua jab mazil se dur unke jane badd
sapno ko dil me daba k jiya me

rato ko alag si kashish me jiya me
sabki bato ko dil se sun k jiya me
kehne k bari kuch keh b na paya
bin kuch bole, hans k jiya me

Post a Comment