AAi Kash


aai kash kabhi aisa hota
koi humara bhi to hota
aai kash kabhi aisa hota
koi humare liye bhi rota
aai kash kabhi aisa hota
hota koi sath humare
unka hath humare hath me hota
aai kash kabhi aisa hota
kash yai kash na hota
aai kash kabhi aisa hota
tanha na kabhi koi hota
aai kash kabhi aisa hota
hota her koi kush is jahan me
gumo ko koi nishan na hota
aai kash kabhi aisa hota
jeete sab dil khol k
maut ka der na hota
aai kash kabhi aisa hota

Post a Comment