AA Kabhi


aa kabhi tu dil me sama ja
mere dadkte hue dil ko apna bna ja
aa ja ban k tu mera
ya apna k pyaar mera
tu mujhe apna bna ja

aa kabhi tu dil me sama ja
mere raho ko tu mazil dikha ja
batak rahe hai dil ki anjan raho mai
tu aa or in raho se parichit kara ja

aa kabhi tu dil me sama ja
jagti hui in ankho ko
koi sapna dika ja
adhorre hai jo sapne mere
aa k unka tu pura kara ja 

Post a Comment