Yaad aati hai


Kisi ki chaahat ki wo tasveer yaad aati hai
uski jhoothi wo batein yaad aati hain
jane kyu wo smajhe bhul gaya hu main
par na chate huye bhi wo yadein yaad ati hain

kisi ki chaahat ki wo tasveer yaad aati hai
ashqo ki mai hasti jindagi yaad ati hai
wo to kush hoge apni hasti zindagi mai
mujhe apni zindagi ki guzari kushi yaad aati hai

kisi ki chaahat ki wo tasveer yaad aati hai
manzil ko paane ki chaahat yaad aati hai
wo to chhod gaya beech raah he hamien
ab bus ladkhadaate kadmon ki aahat yaad aati hai