Agat(future)


bhin bhin logo ka alag hai yai agat
kisi ka bhla ya bura hai yai agat
sabke liye nishchit hai yai agat
jane na koi,kya hoga yai agat

bhin bhin logo ka alag hai yai agat
mehnat k agai jukta hai yai agat
karmo se fal ka ek roop he yai agat
mile usko utna, jitna chahe ye agat

bhin bhin lago ka alag hai yai agat
hato ki lakiro me chipta na agat
taro ya fakiro me milta na agat
mile ye wha jha kuch kerne ki chahat
raho me pada na milta he agat


Post a Comment